In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
kaisi thi yeh awaz
kya isme cheekh thi ya pukaar?
kion isme na thi itni taqat
ke khinche pal bhar dhyaan apni aor..
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
kion khulti pyar ki dukaan
jahan bikta dhokh fareb beshumaar
muskurate mukhoton ki aor
kion kare lutna pasand har koi

kion pyar per lagi boli me na thi itni taqat
ke badle kisi ka woh imaan
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
kion baras baras kar tham gayi
yeh suni si ankhiyain
ik doundla sapna dekh
kion taras gayi woh dedaar
kion in moti me na thi itni taqat
ke pighla de patthar ko jesse moum
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
kion rupaiye ki khanak
dikhla rahi raste rishton se dur
kion chamak dekh bhatak raha musafir
US duniya ki aor
kion is mithi me na thi itni taqat
ke raah banaye apne ghar ki aor
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
kion tan daud raha subah savere
jahan man hai na mol
kion kare pachtawa bhi woh
jab peth pyas khoob sataye
kion is bhukh me na thi itni taqat
ke zillat se yeh bach jaye
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
besharm houn kaho na tum mujhe admi
bandh kar di maine apne dil ke kaan
han na sun saka mai mujhboor

woh cheekh ya pukaar
yun mar kar bhi to zinda hon
ke jeeta sang tanhai mai bundh bundh
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
(c) kagaz ki kashti, Nov 19th 2007
yun mar kar bhi to zinda hon
ke jeeta sang tanhai mai bundh bundh
In awazon ke shor me
chat toota dil mera, kya suni tumne awaz?
(c) kagaz ki kashti, Nov 19th 2007