Thursday, August 27, 2009

Kagaz ki kashti


Masoom muhabbat ka itna sa fasana hai...

kaaghaz ki Haveli hai aur barish ka zamana hai,

kya shart-e-mohabbat hai..

kya shart-e-zamaana hai...

aawaaz bhi zakhmi hai, aur geet bhi gaana hai,

Uss paar utarne ki ummed bahut kam hai,

Kashti bhi purani hai.. toofaan ko bhi aana hai...

Samjhe ya na samjhe wo andaaz Muhabbat ke,

Ek Shaks ko aankho se Haal-e-Dil sunana hai....

Bholi si adaa..

Koi phir Ishq ki zid par hai,

Phir aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai

:-)

5 comments:

MothSmokeLover said...

Simply beautiful. I can so relate to each and every word.

Keep penning :)

My travel dairy said...

Thanks! & you too keep visiting here :-)

Arooj said...

waah!!!!!!

Chenta Qaseh said...

hye..kt mane sy boleh dpt kan filem hindi?i means where can i d/load hindi movie?

Unknown said...

Really heart touching ,, i share my fb really nice